Aadat Indrajit March 31, 2023 hindi, poem, poetry, shayari, urdu No comments Na jaane kab kisike khwaish iss dil ki ibaadat ban gayiNa jaane kab sirf bardast karna zindagi ki sadakat ban gayiNa jaane kab muskurane ki wajah batana ek zaroorat ban gayiNa jaane kab gham aur dawa iss dil ki aadat ban gayi Share:
No comments:
Post a Comment