Tera Kaatil Indrajit hindi, poem, poetry, shayari, urdu No comments Musafir banke har saher main ghumta rahaHar nakaab main tera kaatil dhundta rahaAur talash khatam huyi afsos ki karagar mainJab nazre kaatil se mili, jo shishe se mujhe dekhta raha Continue Reading...
Bas Ek.. Kuchh Nhi Indrajit hindi, poem, poetry, shayari, urdu No comments Baatein thi bohot, dil ke darwazo se bandh pariRoye, chillaye, girgiraye the wo har ghariAur jaha bas ek dastak ke aas main hum jeete rheJazbaaton ke kabro se aaj wo hain bhari Continue Reading...
Khamoshi Ka Raaz Indrajit hindi, poem, poetry, shayari, urdu No comments Mere khamoshi ka koi raaz nhi hainBas iske (dil) tootne ka awaz nhi hainAur ye dhadakta rhta hain jin jazbaaton ke shaaz mainTumhe bata paneki bas alfaz nhi hain Continue Reading...
Kuchh Baate Thi Indrajit hindi, shayari, urdu No comments Kuchh baate thi jo tumhe kabhi bata nhi payaIshq beshumar hain tumse, par kabhi jata nhi payaAur tum masoom thi, wayse masoom hi rhnaBas isi khwaish main tumhe kabhi sata nhi paya Continue Reading...